Friday, 23 May 2025

Maut

By Doel
Maut ko Maine kabhi nahin bulaya
Mast nadiyon mei.
Maut aate aate aaj ruk gaya Tha
Duphar ki aandhi mei.
Mai aaj jeevit, ek pashu
Saare pashuon ko pukaru
Aa ja re aa ja,
Maut gaya humare Jeevan se,
Aaj gaya re humare
Jeevan se.

No comments:

Post a Comment